Google Adsense Account Block Kaise Hota Hai ? Google Adsene Account Band Hone Par Kya Kare ? Ise Fir Se Active Kaise Kare ? Adsense Account Ko Band Hone Se Kaise Bachaye ? How To Safe Your Google Adsense Account ?
Hello Dosto Mera General Knowlge Me Aap Sabhi Logo Ka Suwagat Hai. Dosto Is Post Me Ham Aapko Ek Aisi Jaaankari Batane Wale Hai Jo Aap Sabhi Blogger or Youtuber Jiske Pass Adsense account Hai Un Sabhi Logo Ke Liye Bahut Hi Use Full Hone Wala Hai. Dosto Ham Aapko Pura Details Se Batayenge Ki Google Adsense Account Suspend Or Block Kab Hota Hai. Yadi Aap Ise Jaan Lete Hai TO Aapka account Hamesha Safe Rahega.
Adsense Account Suspent Kyo Hota Hai ?
Dosto Bahut Se New Adsense User Hamesha Ye Galti Karte Hai, Jisse Ki Uska Account Suspend Ho Jata Hai Wo Jalid Se Earing Karne Ke Liye Invaild Click Kar Dete Hai. Jiske Karan Uska Adense Account Suspend Ho Jata Hai. Kai New Blogger To Khud Hi Apne Website Ke Ads Par Click Kar Dete Hai. Jise Google Detect Kar Lega Hai. Aapka Account Me Invilid Click Ya Fir Invailid Traffic De Deta Hai. Google Adsense Invalid Click Kya Hai ? Iske Baare Me Aap Nhi Jaane Hai TO Read Karur Kar Le.

Dosto Ab Aap Jaan Hi Gye Honge Ko Adense Accound Suspend Kyo Hota Hai. Dosto Google Account Suspend Hota Hai To Aapke Website Or Blog Par 30 Day Ke Liye Ads Show Nhi Hota Hai. Aapka Account 30 Day Ke Baad Fir Se Reactive Ho Jata Hai.
Adsense Account Band OR Block Kyo Hota Hai ?
Dosto Google Adsense Approval Hone Me Hame Bahut Mehnat Karna Hota Hai. Lekin Dosto Google Adsene Disable Hone Me Jyada Der Nhi Lagta Hai. Isliye Dosto Aap Apne Adsense Ko Safe Rakhe. Dosto Ham Aapko Batayenge Ki Aapka Adense Account Desable Ya Band Kaise Ho Sakta Hai. Dosto Yadi Aapka Adense Account Ek Baar Banned Ho Gya To Aap Use Dobara Active Nhi Kar Sakte Hai.
Reasons Of Google Adsense Account Block :
To Dosto Aapko Ye Pata CHal Gya Hai Ki Ads Par Invalid Click Hone Par Hi Aapke Google Adsense Account Ko Disable Kiya Jata Hai.
Google Adense Account Ko Disable Hone Se Kaise Bachaye ?
Dosto Yadi Aapka Google Adsense Account Approval Hai To Use Bahut Hi Safe Tariko Se Use Krna Chahiye. Dosto Adense Account Ko Band Hone Se Rokne Ke Liye Aapko Daily Earing Details , Traffic , CPC , CTR Ko cheack Karna Chahiye Yadi Aapo Lagta Hai Ki Traafic Se Jyada Ads Par Click Aa Rhe Hai TO Aapko Jaan Jana Chahiye Ki Ye Invalid Click Hai.
Yadi Aapke Blog Par Invalid Click AA Rha Hai TO Aap Apne Blog Pr Kuch Din Ke Liye Ads Ko Dikhana Band Kar De. Jisse Ki Aapko Kuch Dino Ke Liye Invalid Click Nhi Milega Aur Aapka Account Safe Rahega.
Google Adense Account Band Ho Jane Par Kya Kare ?
Dosto yadi Aap Bhi Blogger Hai TO Ye Baat Ko Jaanna Bahut Hi Jaruri Hai. Yadi Aapka Adsene Band Ho Jayea To Kya Karna CHahiye ? Dosto Ham Aapko Bata Dete hai Ki Agar Aapka Account Suspend Ho Gya Hai TO 30 Dino Ke Baad Fir Se Active Ho Jayega. Lekin Agar Aapka Account Band Ho Gya TO Aap Us Email Id Se Dobara Adense Ko Active Nhi Kar Sakenge.
Isliye Dosto Aapko Ek New Gmail Account Banana Hai Aur Usme Fir Se Adsense Approval Karne Ka Process Karna Hai.
To Dosto Ye Jaankari Aapko Kaise Laga Hame COmment Karke Jarur Bataye.